Yun toh main zindagi jeeta raha,
Par mann toh na tha jeene ka.
Har lamha main saans leta raha,
Par dil na kiya dhadkanein chalaane ka.
Uski yaad mein mera har pal sookha sa tha,
Par ab toh sirf uski yaadein hi thi,
Jo uske sang un bheegi barsaaton ka yaad dilaata rehta tha...

Sign In to know Author