Akela tha jab chala tha us or,Na jaane kya khoj raha tha....
Manzil ke intezaar mein to sadiyaan beet jati hain....par bemanzil b kabi us rah ko pa leta hai jo unki asal manzil ki rah ban jaati hai....
Mera b kch vahi tha....Manzil jo pa gaya tha uska gumaan tha....
Shayad isliye Khush hoke b man khamosh tha....
Fir aakhir sawaal b to vahi puarana tha....
' Ya to itna pa gaya hun ki ab kch bacha hi nai hai paane ko....ya fir mein itna kho chuka hi ki sochta hun kispe shok manau...'
Aakhir dil ne chuna ek hi rasta...jo vapas usi aur le jata tha jahan se aaya tha...
par lautke paya to vahan kch na tha...sab veeran tha....
Ab jawab mila tha....khoya jyada tha paya kch na tha...:'(

Sign In to know Author