Kyun har pal meri aankhein bhar aati hain,

Kyun har pal mujhko uski hi yaad sataati hai.

Yun toh door kar diya hai maine usko apni zindagi se,

Par na jaane kyun har lamha uski mehek meri saanson ko choo jaati hai...

Sign In to know Author