Khuda ki khudai ne Kya khub Mujhko rang dikhayi hai,
Ibadat karta hai har saanson ki tarang jinki,
Puja karti hai Dharkan ki har saaj jis Roop ki,
Aaj harpal taptapati askon Ne bhigon Diya har umang Unki,
Kehte Hai Ki Juban Khamosh Ho To Aankhen Bolti Hai,
Par Aajkal Juban To Bolti Hai Par Wo Khuhsurat Nazaren Khamosh Si Rahti Hai,
Chehre Par Leke Mand Muskan Wo Hasti Hai Par Khamosh Dharkane Unki Tarap Ki Sadayen Deti Hai.
Tags:
Sign In
to know Author
- JITENDRA SINGH