Beet gaye the pal ye mere,
Toot gaye the sapne saare...
Cheen liya tha bachpan mera,
Jawaani mein cheena jeevan saara...
Kya kashish hai ye, kya kashmakash,
Haar kar is jung mein,
Chodd diya maine jag ye saara...

Sign In to know Author