khawabo ko maar thokar
mukamal be-khawab ho kar

k koe khawaab ki taabeer nahi aaj hai
khawabo ko thokr marne ka rivaaj hai

kiya raat ho, kiya neend ho ab?
jab raat bhar beedaariyo ka raaj hai

muskurana bhe qaidi ki tarha ho
jakar kar jakra huwa yeh simaaj hai

main bhe be-khawab hojao
bin pochay sawalo ka jawab hojao

bus phir chetan he chetan hojao
apne khayal me aab aab hojaoo ....

Sign In to know Author