BANKE HAWA FAZAWON ME GHUMTE HAI
BARISH KI BUNDON KI TARAH SAWAN ME JHUMTE HAI
SURAJ KI KIRNE BAN AURO KO RAUSHAN KARTE HAI
MANA KI FAZAWON ME PATJHAR BHI AATE HAI
PAR PATJHAR KO BHULA KE FIR SE NAYI KALIYAN KHILTE HAI
NAYI KALIYON NAYI UMANGON KE SANG BASANT BANKE LAUT AATE HAI
SURAJ KI KIRNO KO BHALE DHAK LE BADAL KI GHATAYE
PAR KIRNE USE BHI CHIR KE DHARTI PE UTAR AATA HAI
CHAND KI SHITAL CHHAWN BANKE RATON KO SADAK PE SONE WALON KO
THANDHAK DETE HAI
BHATAK JAYE JO RATON KO MUSAFIR KOI CHAND KI RAUSHNI ME USE RASTA DIKHATE HAI
BHALE KOI HO GALAT KITNA BHI HUM SABKI GALTIYA BHULATE JATE HAI
DHARTI KE HAR KONE ME FAILE HAI KOI AUR NAHI HUM PRAKRITI KAHE JATE HAI..............

Tags: LIFE

Sign In to know Author