Papa kehte hain bada naam karega,
Beta hamara aisa kaam karega,
Beta tha woh kabhi padhta nahi,
Baap se tha woh kabhi darta nahi,
Bulaaya ek din baap ne use kamre mein,
Uske aate hi use do laga diye,
Jab bada hua beta toh hua uska naam,
Kaha usne, ye sab hai mere baap ka kaam...

Sign In to know Author