Ankahee ansuni si yeh kahani rahegi anjaani agar mein tujhe aaj na kahoo tho. (I love you) yeh kehne ke liye aur nibhaane ke bahut himmat ki zaroorat padegi. jisko bolne ke liye himmat na woh suicide karte hain. jisko suicide karne ke liye bhi himmat nahi hai woh log mere tarah jeete hai. darte darte jeete hai aur jeete jeete marte hai. Jisko maine pyaar kiya usko kabhi yeh baath bol na paya par meri pyaar me kuch kami nahi thi...maine usko itna pyaar kiya jitna woh mujhse hi nahi kabhi kisi se nahi kar payega. kehna chala i love you tho dil boli
"Joh pyaar kahe bina samjha nahi sakta woh pyaar hai kaisi payaar...aankhom me dekh ke bhi pata na chala toh woh pyaar hai kaisi pyaar...kamina dil sunthi kahan meri baath...boli nahi dil ki baath...meri ankahi pyaar reh gayi ansuni adhoori si... aa hi gayi koi aur chand jaisi...hai woh mujhse bhi khubsoorat...par meri pyaar ko dikhayi raath...jo hamesha ke liye reh gayi...phir mere liye din kabhi na aayi!!!"
uska engagement aur shaadi ke beech jo din the thab bhi mujhe ek choti si aasha thi ki woh kahi mujhe pyaar karta hai... intazaar kiya maine us din ka jab woh aake bolega (i love you)...meri ek hi aasha thi shaadi woh chahe kisi se bhi kare par mere aankhon me uske liye jo pyaar dikh rha hai woh us pyaar ko samjhe...

Sign In to know Author