Gujare Jin Wadiyon Me Waqt Sath Baithkar
Hathon Me Thame Hath Ek-Dusre Ko
Ek-Duje Ki Bahon Me Bharkar Un Fizawon Me Maujudgi Teri Aaj Bhi Hai,
Humari Aati-Jati Har Saans Me Mehak Khushbu Ki Teri Aaj Bhi Hai,
Humare Dharakte Dil Ki Har Dharkan Me Basti Hansi Teri Aaj Bhi Hai,
Teri Jin Hasin Nainon Ke Sagar Me Duboya Karte The Khud Ko
Humari Jism-o-rooh Me Maujud Wahi Aks Aaj Bhi Hai,
Jin Labon Se Jhalakte Jaam Pikar Nashe Me Jhuma Katre The Hum
Humari Labon Pe Teri Labon Ki Wahi Pyas Aaj Bhi Hai,
Kate Jo Tere Pyar Me Pal Sath Tumhare Mere Dil-o-dimag Pe Chhapi Wahi Tasvir Aaj Bhi Hai,
Ho Gaye Tum Begane Ya Fir Hua Mai Ek Aur Diwana
Par Teri Dharkano Ki Gunjti Har Siskiyon Ki Aawaj Mere Kano Me Aaj Bhi Hai,
Ha Hum Karte Hai Bahut Hi Nafrat Tumse 'Sona' Magar Kambakht Mujhme Jinda Wo Humara Pyar Aaj Bhi Hai !