mujhay aisa kiun lag raha hai?
jesay main chaaao me khara hun
jesay main dhoop me jal raha hun

or fiza mua'tar hai lekan
ek qaidi ki tarha pal raha hun

main sawal hun kesa?
jawab hun kiska?
or main in sawalo ki waja kiya hun?

main apne dil ko veeran kiye kiun hun?
ya dil pe sabhi oro ka bojh ladha hun!

bus aik or lamha or
Main oro ko aaakhir kiun nahi dikhta?
Mujhe or sun kiun nahi paatay?

Main mojood bhe hun
ya phir chup raha hun ?

Sign In to know Author