mera aashiyaan tha wahan jahan toofanon ka theekana tha!

ek naadan dil tha aur ek bedard zamana tha!

na jaane kyun ussi pal mil gaya ek dard naya,

jab kisi roz mere labon ka muskurana tha!

Sign In to know Author