Karna chahta hu bahut kuch, magar aaj kuch ho nahi pata hai,
chu rakha hai uchaiyo ko magar aaj is jammen pe renga nahi jata hai,
behna chahta hu in aasuo mai magar aaj roya nahi jata hai,
aur in khusi ke aasuo mai bhi wo maja nahi ata hai,
Karna chahta hu bahut kuch, magar aaj kuch ho nahi pata hai,
man to chahta hai ki ek pal mai ambar ko utha du,
dusre pal mai patal ko daba du, is duniya se bookh pyas mita du,
par kya kare jab ye papi pet satata hai tab kuch samajh nahi ata hai,
Karna chahta hu bahut kuch, magar aaj kuch ho nahi pata hai,
bhaut chal liya hua aaj ab bas sona chahta hu.
Sign In
to know Author
- TARUN LAWADIA
Comments (2 so far )
PRAVEEN CHOUDHARY
e*****r ka dard nikal ker saamne aa reha hai.....IITB day's and then ye e*****r day's !!!!
September 5th, 2012
Author
sahi pakda hai aapne...
September 5th, 2012