Rehne de Aasmaa ko
Zameen ki Talash kar,
Sab kuch yahin hai
Kahin aur na talash kar,
Jo har Aarzu puri ho to,
Jeene ka kya mazaa?
Jeene ke liye bus,
ek kami ki talash kar.
Tags:
Sign In
to know Author
- ARAK VATSA
Comments (1 so far )
PINAKI DAS
waooooooooo
September 22nd, 2012