Us chaand ke neeche humne lamhe guzaare,
Us sooraj ki dhoop mein tere dupatte se chaaon(छाँव) mili.
Saari zindagi sang tere guzaarne ki kasmein li,
Har khushi har gham tujhse baatne ke vaade kiye.
Ab toh tera saath bhi chaand se door ho gaya,
Sooraj ke dhoop ne bhi mujhko ab jala ke raakh kar diya.
Tujhpe hi mar mite ye saari kaayenaat(कायनात), roop hai aisa, aisa dil bhi tera,
Ae khuda, minnatein(मिन्नतें) karta hun tujhse,
Dila de mujhko meri woh mohabbat,
Chaahe jisko ye duniya door se jise...
Tags:
Sign In
to know Author
- ULLAS ANAND