Tumhara naam likh likh kar mitana bhul jata hu
Tumhe jab yaad karta hu, Bhulna bhul jata hu.

Bahut si aisi baten hai jo mere dil me rahti hai
Magar jab tum se milta hu, sunana bhul jata hu

Tumahre baad ab har pal bari mushkil se kat ta hai
Mai aksar tumko khwabo me batana bhul jata hu.

Mai har shaam kehta hu tumko bhul jaunga
Magar jab subuh hoti hai,Iraada bhul jata hu...............

Sign In to know Author