Baat hai mere bachpan ki,
Shayad 1955 ki,
Pandit Nehru ji ki kripa hamare upar thi apar,
Vo karte the hamko behad pyar,
Gaye ek bar pandit ji pagalkhane liva gaye hamko sang,
Paglo ka khayal ate hi kapne laga hamare har anng,
Serve Pratham ham pahuche dwar pe, vaha khada tha dwarpal,
Gate pe lage board ko dekhkar kharab hua hamara haal,
Board pe bane the Paglo k devta, naam the Hilerior,
Per vo chahe kuch b ho, dekhane me lagte the Paglo k senior,
Ham apna hath male aur pandit ji k peeche chale,
Par ek pagal aya aage aur bola “jor ka jhatka dheere se lage”,
Baiyo kabhi pagal khane mat jana, bhaiyo kabhi pagal mat jana,
Aur agar jana bhi to pagal devta k darshan kar chale aana,
Kyuki pagal kahne k chat k tale “chappa chappa charkha chale”

Sign In to know Author