Har khwaab pe machal uthu toh kya kusoor hai,
Ye jo aankho me jhalakta ek naya sa suroor hai,
kyun darr jaaun jo marr jaaun, har ek awaaz par,
baatein banaana toh zamaane ka dastoor hai.

Sign In to know Author