Tere intezaar ne, Tere aitbaar ne mujhko dikhaaya hai,
Tere aankhon ne, Tere baaton ne mujhko bataaya hai,
Main hun tera, Tu hai meri,
Aa chal dein hum door kahinnnn...

Teri saanson ki gehraai mein doob jaana,
Paana hai ye jahaannnn....
Teri parchaai mein samaana,
Ek ban jaana hai yahaaannnn....
Tere intezaar mein kehta hai dil mera
Main hun tera, Tu hai meri,
Aa chal dein hum door kahinnnn...

Jagmagaaye ye jahan,
Teri muskaan par,
Zindagi mein kabhi, woh lamha nahi,
Jisme tujhe paaya nahi, na khoya zara....
Khwaish hai meri,
Tujhe choom jaaun, apna bana lun zaraaaa....
Tere aitabaar mein, kehta hai dil meraaa...
Main hu tera , Tu hai meri,
Aa chal dein hum doooor kahinnnn...

Sign In to know Author