Khamoshi se dheemi baat bata mujhe... Uss behti paani ka rang dikha mujhe... Bina diye ke lau jalti hai saanso me, Iss khuli aankho ki neend se jaga mujhe... ... Kal ke tasveer ki fikar hai iss dil Read More
Zindagi ke raah pe do kadam aur chalna hai... Jami dhool me chipi uss tasveer ko yu badalna hai... Ki be-dakhal azaad jazbaaton ko jee sakun, Kuch sooni iraade hain, jinhe abhi do kadam aur chalna Read More
Ek ek karke woh saare lamhe kho gaye thhe... Har pal ko aansuo se woh bheego gaye thhe... Unhe sada yaad rahega jinhone mujhe marte hue dekha... Ki maatam bhi mere maut pe akhir me ro gaye Read More
uss zakhm ko bharne me kuch waqt toh lagta hai jisme shamil apno ki inayat ho... uss mazhabi ko kufr banne me waqt toh lagta jise haasil apno ki rivaayat ho... unhe hum aaj bhi apna maante hain Read More
Jab lafzon se pyaar ki itni chaashni tapakti ho, toh mohabbat ne woh do pal dikhaya hi hoga... Ise aap bayaan karo ya hum bayaan kare, har pal zindagi ne uss mohabbat ka karz toh chukaya hi Read More
dedicated on someone's birthday...who is the reason for my poetry... shikayaton me doobi ek pukaar hai meri umeed me khoyi yeh sansaar hai meri teri baahon me manzil dhoondne chala tha Read More
bado se zada badappan ko poojein...just another post i read here on WB, twas about being mature! another one about...just express urself. self doubt is biggest obstacle... someone said about hatred Read More
aaj phir ishq se lad jaane ko jee karta hai, kisi ki muskaan me kho jaane ko jee karta hai, tanha so gaya tha mera dil jaane kaha... ki aaj phir kisi ko do baat batane ko jee karta hai. baut Read More
ek shayar toh mohabbat ka woh ahem adakaar hai...jo aksar roya hai... sachhe pyaar ka woh alag falsafi hai...jisne apna falsafa aksar khoya hai... taqreer nahi yeh taleem hai uss jazbaat ki jo Read More
Sapno ke beech halka sa muskura bhi ja...Neend tod ke thoda yu sata bhi ja...Mann se tasveer teri hat-ti nahi, ittefaq hi sahi...Par nazron ke samne kabhi aa bhi ja...Paas Read More
Kyu iss viraan zindagi me aabaad rehte ho tum... Kyu har saanso ke dauraan yu yaad rehte ho tum... Har raat sirhaane me teri kami sone nahi deti... Kyu raat achi guzarne ki mubarakbaad dete ho Read More
Apni zindagi bas yuhi jeete huye... Chalta hoon apni khumaari me... Naye alfaaz dhoondhta hoon apni shayari me... Har shaqs me dikhta hai koi apna sa... Toh koi apna ban jata hai Read More
Aaj purani yaadon ne dastak diya...kal koi aur bulane aayega...Aaj sooni raahon ne tanha kiya...kal koi aur rulane aayega...Maut ka intezaar khatm hone pe jashn hoga...Aaj Read More
Pehli baar iss zindagi ne yeh nafees lateefa sunaya hai...Ki usne khud maut ka farmaan liye ek lifafa thamaya hai...Uss zareen shagufta ki pakeezgi pe shak kaise Read More
Ek din iss dil ne mujhse poocha, yeh kaisi ghutan, yeh kaisi bandagi hai... Kaise samjhau use ki uski dhadkan tu hai...tu hi mohabbat, tu hi zindagi hai... Meri aankhein bhi dhamkaati Read More
ghutan me dhadakte iss dil ki zindagi ko ikhtesaar kehte hain...aansuo ko rokne ki taakat ko khud ka ikhteyaar kehte hain...khone-paane ki riyaaziyaat me uljhane bahot Read More
Mere ikraar me kuch kami reh gayi hogi…Shayad har uss pukaar me kuch kami reh gayi hogi…Woh keh gayi ki nikalna chahti thi meri zindagi se…Shayad mere hi pyaar me kuch kami reh gayi Read More
Ishq ke jahaan me jab baarish tez huyi...toh dil ke deewaron pe seelan si ho gayi...Dil me jo baste hain unhe laga dil kamzor hai...aur unki chahat kuch kam si ho gayi...Kaise samjhau Read More
deepawali ke aamad ke mauqe par, humare taraf se poore awaam ko khushiyo se aabaad mubaarakbaad...!on this euphoriant occasion, wishing everyone fortuitous and exuberant deepawali...god bless Read More
Kaha tha unhone ki kuch mohabbat si ho gayi hai…Pyaar ka gharaunda ab uss adalat si ho gayi hai…Mere jazbaat toh who khilone ban gaye hain…Jinse ab unhe khelne ki aadat si ho gayi Read More