Khud ko auro ke saamne dhut dikha, khuli aankho se hum so rahe the,
rindo ki nazar se unhe bachake kaisa sukun, kisi aag me FANNAH hum v ho rahe the....
wo the kahin aur bikhre ,aur hum apni aankho me unhe sanjo rahe the,
khud ko unke saaye me dhundhke kaisa sukun, hum khud apne aapn me kho rahe the....
Wo the hardam muskurate, par dil hi dil me khafa kisi se ro rahe the,
unke saath auro sang hans ke kaisa sukun, hum akele me chehra aansuo se dho rahe the......

SOME STORIES BEGIN, BUT NEVER END....

Sign In to know Author